tum koi is se tawaqqo na lagana mare dostShayari By Taimur Hasan23 Nov 2020 01:11:22 AMGhazaltum koi is se tawaqqo na lagana mare dost ye zamana hai zamana hai zamana mere dost samne to ho tasawwur mein kahani koi ek haqiqat se bada ek fasana mere dost [...] Continue Reading... Share on:
ye kaj-adai ye ghamza tera kabhi phir yar!Shayari By Syed Kashif Raza26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalye kaj-adai ye ghamza tera kabhi phir yar! ki tera shahr naya aur main musafir yar! tu aur kuchh na sahi, dost to hai aakhir yar! dukhi raha hai bahut aaj tera shair yar! [...] Continue Reading... Share on:
aaj dekha jo koi shaKHs diwana mere dostShayari By Shujaat Iqbal21 Nov 2020 07:43:45 PMGhazalaaj dekha jo koi shakhs diwana mere dost yaad phir aaya mujhe mera fasana mere dost main tere hijr mein chup-chap chale jata hun dil ko aata hai kahan koi bahana mere dost [...] Continue Reading... Share on:
aankhon ko sujhta hi nahin kuchh siwa-e-dostShayari By Sharaf Mujaddidi19 Nov 2020 11:24:55 PMGhazalaankhon ko sujhta hi nahin kuchh siwa-e-dost kanon mein aa rahi hai barabar sada-e-dost kaisi wafa sitam se bhi us ne uthae hath rah rah ke yaad ab aati hai tarz-e-jafa-e-dost [...] Continue Reading... Share on:
kis tarah jite hain ye log bata do yaroShayari By Rajendera Krishan21 Nov 2020 08:19:50 PMGhazalkis tarah jite hain ye log bata do yaro hum ko bhi jine ka andaz sikha do yaro pyar lete hain kahan se ye zamane wale un gali-kuchon ka rasta to dikha do yaro [...] Continue Reading... Share on:
tumhaari anjuman se uTh ke diwane kahan jateShayari By Qateel Shifai26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaltumhaari anjuman se uth ke diwane kahan jate jo wabasta hue tum se wo afsane kahan jate departing from your company, where could your lovers go? what would happen to those legends that around you grow? [...] Continue Reading... Share on: