main bach gai manShayari By Zehra Nigaah10 Dec 2020 12:02:03 PMNazmmain bach gai man main bach gai man tere kachche lahu ki mehndi mere por por mein rach gai man [...] Continue Reading... Share on:
inqalab-e-filistinShayari By Shahzadi Kulsum20 Nov 2020 10:44:12 PMNazmdekhta hai kaun sahra ke bagulon ki taraf jo nazar uthti hai bas jati hai phulon ki taraf aish mein rah kar hamein kuchh bhi khayal-e-gham nahin muskurahat lab pe hai aankhen magar pur-nam nahin [...] Continue Reading... Share on:
beradaran-e-watan seShayari By Shahzadi Kulsum18 Nov 2020 10:44:12 PMNazmmulk ki haalat pe sinon se dhuan uthta nahin saz-e-dil khamosh hain shor-e-fughan uthta nahin kis liye aankhon se tufan-e-nihan uthta nahin phul raunde ja rahe hain baghban uthta nahin [...] Continue Reading... Share on:
tamir-e-kaenat ke saman liye hueShayari By Shahzadi Kulsum26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaltamir-e-kaenat ke saman liye hue aai hun raaz-e-alam-e-imkan liye hue jaun kidhar main kashti-e-arman liye hue har sahil-e-murad hai tufan liye hue [...] Continue Reading... Share on:
nakaami-e-dil kulsum kabhi taqdir ko apni roi nahinShayari By Shahzadi Kulsum22 Nov 2020 10:42:32 PMGhazalnakaami-e-dil 'kulsum' kabhi taqdir ko apni roi nahin qurban main apni himmat ke sab soe magar ye soi nahin ai subh-e-qayamat kya kahna is wada-e-did ke main qurban wo parde se ab nikle hain jab dekhne wala koi nahin [...] Continue Reading... Share on:
kaba banaiye na kalisa banaiyeShayari By Shahzadi Kulsum20 Nov 2020 10:42:32 PMGhazalkaba banaiye na kalisa banaiye dil ko tasawwuraat ki duniya banaiye taswir-e-husn khinchiye majnun ke bhes mein aaina-e-khayal ko laila banaiye [...] Continue Reading... Share on: