nirala ajab nak-chaDha aadmi hunShayari By Shamim Abbas26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalnirala ajab nak-chadha aadmi hun jo tuk ki kaho be-tuka aadmi hun bade aadmi to bade chain se hain musibat meri main khara aadmi hun [...] Continue Reading... Share on:
rahzan aadmi rahnuma aadmiShayari By Saghar Siddiqui26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalrahzan aadmi rahnuma aadmi bar-ha ban chuka hai khuda aadmi hae takhliq ki kar-pardaziyan khak si chiz ko kah diya aadmi [...] Continue Reading... Share on:
zindagi se Darte hoShayari By Noon Meem Rashid26 Jan 2021 12:30:00 PMNazmzindagi se darte ho! zindagi to tum bhi ho zindagi to hum bhi hain! zindagi se darte ho? aadmi se darte ho? [...] Continue Reading... Share on:
uske dushman hain bahut aadmi achchha hogaShayari By Nida Fazli26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalus ke dushman hain bahut aadmi achchha hoga wo bhi meri hi tarah shahr mein tanha hoga itna sach bol ki honton ka tabassum na bujhe raushni khatm na kar aage andhera hoga [...] Continue Reading... Share on:
hai safar mein karwan-e-bahr-o-bar kis ke liyeShayari By Mohammad Khalid09 Nov 2020 02:26:07 PMGhazalhai safar mein karwan-e-bahr-o-bar kis ke liye ho raha hai ehtimam-e-khushk-o-tar kis ke liye kis ki khatir zaiqon ki sakhtiyon mein hain samar aur jhuk jati hai shakh-e-barwar kis ke liye [...] Continue Reading... Share on:
ye mat puchho ki kaisa aadmi hunShayari By Anwar Shuoor26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalye mat puchho ki kaisa aadmi hun karoge yaad, aisa aadmi hun mera nam-o-nasab kya puchhte ho! zalil-o-khwar-o-ruswa aadmi hun [...] Continue Reading... Share on: