har-chand gham-o-dard ki qimat bhi bahut thiShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalhar-chand gham-o-dard ki qimat bhi bahut thi lena hi pada dil ko zarurat bhi bahut thi zalim tha wo aur zulm ki aadat bhi bahut thi majbur the hum us se mohabbat bhi bahut thi [...] Continue Reading... Share on:
dhaDakta jata hai dil muskurane walon kaShayari By 17 Nov 2020 02:52:24 PMGhazaldhadakta jata hai dil muskurane walon ka utha nahin hai abhi e'tibar nalon ka ye mukhtasar si hai rudad-e-subh-e-mai-khana zamin pe dher tha tute hue piyalon ka [...] Continue Reading... Share on:
mujhe apne zabt pe naz tha sar-e-bazm raat ye kya huaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalmujhe apne zabt pe naz tha sar-e-bazm raat ye kya hua meri aankh kaise chhalak gai mujhe ranj hai ye bura hua meri zindagi ke charagh ka ye mizaj koi naya nahin abhi raushni abhi tirgi na jala hua na bujha hua [...] Continue Reading... Share on:
aise bigDe ki phir jafa bhi na kiShayari By 31 Oct 2020 09:47:50 AMSheraise bigde ki phir jafa bhi na ki dushmani ka bhi haq ada na hua she was so annoyed she did not even torment me in doing so denied what was due to enmity [...] Continue Reading... Share on:
unki jafaon par bhi wafa ka hua gumanShayari By 31 Oct 2020 04:40:14 AMSherun ki jafaon par bhi wafa ka hua guman apni wafaon ko bhi faramosh kar diya Continue Reading... Share on:
aankh uThai hi thi ki khai choTShayari By 02 Nov 2020 07:27:55 PMGhazalaankh uthai hi thi ki khai chot bach gai aankh dil pe aai chot dard-e-dil ki unhen khabar kya ho jaanta kaun hai parai chot [...] Continue Reading... Share on: