tanhai se hai sohbat din raat judai mein28 Jan 2021 10:39:21 AMGhazaltanhai se hai sohbat din raat judai mein kya khub guzarti hai auqat judai mein rukhsat ho chala tha tab daman na tera thama afsos ki malte hain ab hath judai mein kiya zikr hai aansu ka zalim meri aankhon se khun-nab hi tapke hai yak zat judai mein jab wasl tha un rozon yak dil hi pe aafat thi ab jaan ka hai sauda haihat judai mein ye nala-o-zari ye khastagi o khwari jidhar ko chalun 'joshish' hain sat judai mein Continue Reading... Share on:
samundar mein utarta hun to aankhen bhig jati hainShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalsamundar mein utarta hun to aankhen bhig jati hain teri aankhon ko padhta hun to aankhen bhig jati hain tumhaara nam likhne ki ijazat chhin gai jab se koi bhi lafz likhta hun to aankhen bhig jati hain [...] Continue Reading... Share on:
aankhon mein chubh gain teri yaadon ki kirchiyanShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalaankhon mein chubh gain teri yaadon ki kirchiyan kandhon pe gham ki shaal hai aur chand raat hai dil tod ke khamosh nazaron ka kya mila shabnam ka ye sawal hai aur chand raat hai [...] Continue Reading... Share on:
ai mohabbat tere anjam pe rona aayaShayari By 19 Nov 2020 02:03:50 AMGhazalai mohabbat tere anjam pe rona aaya jaane kyun aaj tere nam pe rona aaya love your sad conclusion makes me weep wonder why your mention makes me weep [...] Continue Reading... Share on:
ruKHsat hua to aankh mila kar nahin gayaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalrukhsat hua to aankh mila kar nahin gaya wo kyun gaya hai ye bhi bata kar nahin gaya wo yun gaya ki baad-e-saba yaad aa gai ehsas tak bhi hum ko dila kar nahin gaya [...] Continue Reading... Share on:
kitni be-nur thi din bhar nazar-e-parwanaShayari By 26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalkitni be-nur thi din bhar nazar-e-parwana raat aai to hui hai sahar-e-parwana shama jalte hi yahan hashr ka manzar hoga phir koi pa na sakega khabar-e-parwana [...] Continue Reading... Share on: