ab wo karam karen ki sitam main nashe mein hunShayari By Sahir Ludhianvi27 Jan 2021 08:32:06 PMGeetab wo karam karen ki sitam main nashe mein hun mujh ko na koi hosh na gham main nashe mein hun sine se bojh un ke ghamon ka utar ke aaya hun aaj apni jawani ko haar ke [...] Continue Reading... Share on:
jahan nigar-e-sahar pairahan utarti haiShayari By Zafar Iqbal26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazaljahan nigar-e-sahar pairahan utarti hai wahin pe raat sitaron ka khel haarti hai shab-e-visal tere dil ke sath lag kar bhi meri luti hui duniya tujhe pukarti hai [...] Continue Reading... Share on:
kuchh dafn hai aur sans liye jata haiShayari By Suhail Ahmed Zaidi22 Nov 2020 01:31:15 AMGhazalkuchh dafn hai aur sans liye jata hai ek sanp hai jo qalb mein lahraata hai ek gunj hai jo khun mein chakraati hai ek raaz hai pur-pech hua jata hai [...] Continue Reading... Share on:
nazar-nawaz nazaron mein ji nahin lagtaShayari By Shakeel Badayuni26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalnazar-nawaz nazaron mein ji nahin lagta wo kya gae ki bahaaron mein ji nahin lagta shab-e-firaq ko ai chand aa ke chamka de nazar udas hai taron mein ji nahin lagta [...] Continue Reading... Share on:
ai mohabbat tere anjam pe rona aayaShayari By Shakeel Badayuni19 Nov 2020 02:03:50 AMGhazalai mohabbat tere anjam pe rona aaya jaane kyun aaj tere nam pe rona aaya love your sad conclusion makes me weep wonder why your mention makes me weep [...] Continue Reading... Share on:
aasman kuchh bhi nahin ab tere karne ke liyeShayari By Shahryar26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalaasman kuchh bhi nahin ab tere karne ke liye main ne sab tayyariyan kar li hain marne ke liye is bulandi khauf se aazad ho us ne kaha chand se jab bhi kaha niche utarne ke liye [...] Continue Reading... Share on: