misal-e-aina yaro nikhar gaya kal shabShayari By Pasha Rahman29 Jan 2021 01:49:33 AMMazahiyamisal-e-aina yaro nikhar gaya kal shab ajib saneha dil pe guzar gaya kal shab bisat-e-dasht pe yun chandni thi raqs-kunan ki jaise chand ka har zakhm bhar gaya kal shab [...] Continue Reading... Share on:
kisi ke KHat ka bahut intizar karte hainShayari By Ansar Kambari29 Jan 2021 01:43:15 AMHindi Ghazalskisi ke khat ka bahut intizar karte hain hamari chhat pe kabutar nahin utarte hain khushi ke pyar ke gul ke bahaar ke lamhe hamein mile bhi to pal bhar nahin thaharte hain [...] Continue Reading... Share on:
zindagi-bhar nahin bhulegi wo barsat ki raatShayari By Sahir Ludhianvi27 Jan 2021 01:28:30 AMGeetzindagi-bhar nahin bhulegi wo barsat ki raat ek anjaan hasina se mulaqat ki raat hae wo reshmin zulfon se barasta pani phul se galon pe rukne ko tarasta pani [...] Continue Reading... Share on:
ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le loShayari By Sudarshan Fakir27 Jan 2021 01:18:17 AMGeetye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo bhale chhin lo mujh se meri jawani magar mujh ko lauta do bachpan ka sawan wo kaghaz ki kashti wo barish ka pani [...] Continue Reading... Share on:
zaKHm purane phul sabhi basi ho jaengeShayari By Zeb Ghauri26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalzakhm purane phul sabhi basi ho jaenge dard ke sab qisse yaad-e-mazi ho jaenge sansen leti taswiron ko chup lag jaegi sare naqsh karishmon se aari ho jaenge [...] Continue Reading... Share on:
meri ek chhoTi si koshish tujhko pane ke liyeShayari By Zafar Gorakhpuri26 Jan 2021 12:30:00 PMGhazalmeri ek chhoti si koshish tujh ko pane ke liye ban gai hai masala sare zamane ke liye ret meri umr main bachcha nirale mere khel main ne diwaren uthai hain girane ke liye [...] Continue Reading... Share on: