maut ko jaante hain asl-e-hayat-e-abadi

By January 1, 2017
maut ko jaante hain asl-e-hayat-e-abadi
maut ko jaante hain asl-e-hayat-e-abadi
zindagani ko magar khar-o-zabun kahte hain
agle waqton ke hain ye log inhen kuchh na kaho
jo zamane ko tasawwur ka fusun kahte hain


85450 viewsqitaEnglish