Featured Tags More Phoolप्रतिकात्मकShahrMehboobAhbaabइतिहासRaatInjusticeShamaSayyadBudhapaAyaadatMausamNashaSadgiKashmakashMehfilGaonFaramoshiMahatma Gandhi
Post your shayari Tags Shayari Category afsanche Armaan articles Ashk ashra Attitude Bewafa Birthday Breakup Caring children-s-stories Cute Dard Decent Dosti Dreams eid-shayari Emotions filmi-geet Flirt Forget Funny geet ghazal Gila Shikwa Gila-Shikwa Good-Night hamd hindi-ghazals Husn Inspirational Interesting Intzaar iqbal-day Ishq izhaar Judaai kah-mukarniyan khuddari-shayari latiife lori Love love-and-romance marsiya masnavii Mausam mazahiya Miscellaneous Miscellaneous Restricted Missing You Motivational mukalimati-ghazal mukhammas naat nasri-nazm nazm New-Year Other paheli Poetry poetry-for-children Punjabi qadir_nama qasiida qita rekhti resistance Rishte Romance Romantic rubaai Saaki Aur Sharaab Saaki-Aur-Sharaab Sad Sharaab Sharab shayari-in-films sher Sher O Sher-O-Shayari stories tarajim teacher-shayari Tears Tears Message unpublished-ghazal unpublished-sher uunique-radeef-shayari Valentines Yaadein Zindagi Post
diwaliShayari By 06 Nov 2024 10:32:10 PMNazmdiye chaaron taraf har ja farozan dekhta hun main nazar padti hai jis par bhi darakhshan dekhta hun main fazaon mein khushi ka raqs-e-'uryan dekhta hun main watan ko is ghadi farhat-badaman dekhta hun main [...] Continue Reading... Share on:
tere ehsas ko chhu kar laga haiShayari By 31 Oct 2024 09:36:58 AMGhazaltere ehsas ko chhu kar laga hai tu mere pas hai aksar laga hai hawaen tak mo'attar hain wahan ki jahan bhi 'ishq ka mimbar laga hai [...] Continue Reading... Share on:
mohabbat nae rang dikhla rahi haiShayari By 31 Oct 2024 09:31:33 AMGhazalmohabbat nae rang dikhla rahi hai ghamon se khushi ki mahak aa rahi hai mohabbat unhen ab meri bha rahi hai ki achchhe dinon ki khabar aa rahi hai [...] Continue Reading... Share on:
main nahin baiTh ke ashkon ko bahane walaShayari By 31 Oct 2024 09:28:13 AMGhazalmain nahin baith ke ashkon ko bahane wala main hun tadbir se taqdir banane wala aise anjam se hum sab ko sabaq lena hai jal gaya aag mein khud aag lagane wala [...] Continue Reading... Share on:
jo bhi kirdar se likhi jaeShayari By 31 Oct 2024 09:23:57 AMGhazaljo bhi kirdar se likhi jae zindagi kyon na wo padhi jae daftar-e-gham mein aa ke baitha hun aaj koi ghazal kahi jae [...] Continue Reading... Share on:
chand suraj na sahi koi sitara hotaShayari By 31 Oct 2024 09:19:41 AMGhazalchand suraj na sahi koi sitara hota rahnumai ke liye koi hamara hota hum ne kirdar jo andar se sanwara hota phir to bahar bhi bahut khub nazara hota [...] Continue Reading... Share on: