Husn Ghamze Kee Kashakash Se Chuta Mere Baad

Husn Ghamze Kee Kashakash Se Chuta Mere Baad

Bade Aaram Se Hain Ahl-e-Jafa Mere Baad

Mansab-e-Sheftagi Ke Koi Qabil Na Raha

Hui Mazooli-e-Andaz-o-Ada Mere Baad!



Translation:

The clash between beauty and seduction is assuaged in my aftermath,

The faithless are consequently at peace in my aftermath.

No one is left worthy of the eminence of deire's insanity,

The manner and the ways of love are banished in my aftermath.

Husn Bhi Tha

Husn Bhi Tha, Kashish Bhi Thi

Andaaz Bhi Tha, Naqab Bhi Tha

Heya Bhi Thi, Pyaar Bhi Tha

Aggar Kuchh Na Tha To Bass Ikrar!

Love Shayari, Raton Me Suni Hai

Raton Me Suni Hai Magar Dekhi To Nahi,

Ek Aah Si Aati Hai, Unki To Nahi,


Apna Hunar Tarasha Hai Jinke Husn Se,

Meri In Gazlon Me Wahi Aks To Nahi,


Dil Ko Ye Dilasa Hai, Wo Hai Jamin Pe,

Ye Chand Usi Dildar Ka Saya To Nahi,


Jis Ajnabi Ne Mujhko Talabgar Kiya Hai,

Unse Mere Rooh Ka Koi Rishta To Nahi.

husn bhi tha

Husn Bhi Tha Kashish Bhi Thi

Andaaz Bhi Tha Nakab Bhi Tha

Haya Bhi Thi Pyar Bhi Tha

Agar Kuch Na Tha To Bas Ikraar

Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close