aae muTThi band liye chal diye hath pasarShayari By Naresh01 Jan 2017 12:30:00 PMSheraae mutthi band liye chal diye hath pasar wo kya tha jo lut gaya dekho soch-bichaar Continue Reading... Share on:
aadatan tumne kar diye wadeShayari By Gulzar01 Jan 2017 12:30:00 PMSheraadatan tum ne kar diye wade aadatan hum ne e'tibar kiya Continue Reading... Share on:
aa shitabi sin wagarna majlis-e-ushshaq meinShayari By Siraj Aurangabadi01 Jan 2017 12:30:00 PMSheraa shitabi sin wagarna majlis-e-ushshaq mein zulm hai gham hai qayamat hai kharabi ai sanam Continue Reading... Share on:
aadat hi bana li hai tumne to munir apniShayari By Muneer Niyazi01 Jan 2017 12:30:00 PMSheraadat hi bana li hai tum ne to 'munir' apni jis shahr mein bhi rahna uktae hue rahna Continue Reading... Share on:
aa gai yaad sham Dhalte hiShayari By Muneer Niyazi01 Jan 2017 12:30:00 PMSheraa gai yaad sham dhalte hi bujh gaya dil charagh jalte hi Continue Reading... Share on:
aabaad agar na dil ho to barbaad kijiyeShayari By Jigar Moradabadi01 Jan 2017 12:30:00 PMSheraabaad agar na dil ho to barbaad kijiye gulshan na ban sake to bayaban banaiye Continue Reading... Share on:
aabaadiyon mein kaise darinde ghus aae hainShayari By Anjum Irfani01 Jan 2017 12:30:00 PMSheraabaadiyon mein kaise darinde ghus aae hain maqtal gali gali hai har ek ghar lahu lahu Continue Reading... Share on:
aadhi raat aae tere pas ye kis ka hai jigarShayari By Mushafi Ghulam Hamdani01 Jan 2017 12:30:00 PMSheraadhi raat aae tere pas ye kis ka hai jigar chaunk mat itna ki ai hosh-ruba hum hi hain Continue Reading... Share on:
aabru shart hai insan ke liye duniya meinShayari By Ameer Minai01 Jan 2017 12:30:00 PMSheraabru shart hai insan ke liye duniya mein na rahi aab jo baqi to hai gauhar patthar Continue Reading... Share on:
aa hi gaya wo mujhko lahad mein utarneShayari By Hafeez Jalandhari01 Jan 2017 12:30:00 PMSheraa hi gaya wo mujh ko lahad mein utarne ghaflat zara na ki mere ghaflat-shiar ne Continue Reading... Share on:
aadamiyyat aur shai hai ilm hai kuchh aur chizShayari By Sheikh Ibrahim Zauq01 Jan 2017 12:30:00 PMSheraadamiyyat aur shai hai ilm hai kuchh aur shai kitna tote ko padhaya par wo haiwan hi raha Continue Reading... Share on:
aa umr-e-rafta hashr ke dam-KHam bhi dekh lenShayari By Natiq Gulavthi01 Jan 2017 12:30:00 PMSheraa umr-e-rafta hashr ke dam-kham bhi dekh len tufan-e-zindagi ki wo halchal utha to la Continue Reading... Share on:
aaba to zafar nahin the aiseShayari By Zafar Iqbal01 Jan 2017 12:30:00 PMSheraaba to 'zafar' nahin the aise phir sher shiar kyun hua hai Continue Reading... Share on:
aae adam se ek jhalak dekhne teriShayari By Akhtar Raza Saleemi01 Jan 2017 12:30:00 PMSheraae adam se ek jhalak dekhne teri rakkha hi kya tha warna jahan-e-kharab mein Continue Reading... Share on:
aaen hain samjhane logShayari By Unknown01 Jan 2017 12:30:00 PMSheraaen hain samjhane log hain kitne diwane log people come to counsel me how silly, crazy can they be Continue Reading... Share on:
aa gaya jauhar ajab ulTa zamana kya kahenShayari By Madhav Ram Jauhar01 Jan 2017 12:30:00 PMSheraa gaya 'jauhar' ajab ulta zamana kya kahen dost wo karte hain baaten jo adu karte nahin Continue Reading... Share on:
aae to yun ki jaise hamesha the mehrbanShayari By Faiz Ahmad Faiz01 Jan 2017 12:30:00 PMSheraae to yun ki jaise hamesha the mehrban bhule to yun ki jaise kabhi aashna na the Continue Reading... Share on:
aa ke ab jangal mein ye uqda khulaShayari By Saleem Ahmed01 Jan 2017 12:30:00 PMSheraa ke ab jangal mein ye uqda khula bhediye padhte nahin hain falsafa Continue Reading... Share on:
aa hi jata wo rah par ghaalibShayari By Mirza Ghalib01 Jan 2017 12:30:00 PMSheraa hi jata wo rah par 'ghaalib' koi din aur bhi jiye hote Continue Reading... Share on:
aabaadi bhi dekhi hai virane bhi dekhe hainShayari By Fani Badayuni01 Jan 2017 12:30:00 PMSheraabaadi bhi dekhi hai virane bhi dekhe hain jo ujde aur phir na base dil wo nirali basti hai Continue Reading... Share on:
aae jo chand tinke qafas mein saba ke sathShayari By Salam Sandelvi01 Jan 2017 12:30:00 PMSheraae jo chand tinke qafas mein saba ke sath main ne unhin ko apna nasheman samajh liya Continue Reading... Share on:
aadam-e-KHaki se aalam ko jila hai warnaShayari By Mir Taqi Mir01 Jan 2017 12:30:00 PMSheraadam-e-khaki se aalam ko jila hai warna aaina tha to magar qabil-e-didar na tha Continue Reading... Share on:
aa gaya tha ek din lab par jafaon ka gilaShayari By Shafiq Jaunpuri01 Jan 2017 12:30:00 PMSheraa gaya tha ek din lab par jafaon ka gila aaj tak jab un se milte hain to sharmate hain hum Continue Reading... Share on:
aadmi kya wo na samjhe jo suKHan ki qadr koShayari By Haidar Ali Aatish01 Jan 2017 12:30:00 PMSheraadmi kya wo na samjhe jo sukhan ki qadr ko nutq ne haiwan se musht-e-khak ko insan kiya Continue Reading... Share on:
aa rahi hai ye sada kan mein viranon seShayari By Yagana Changezi01 Jan 2017 12:30:00 PMSheraa rahi hai ye sada kan mein viranon se kal ki hai baat ki aabaad the diwanon se Continue Reading... Share on: