BEWAFA SHAYARI IMAGES | POETRY OF BETRAYAL & HEARTBREAK
17 EMOTIONAL POETRY IMAGES ABOUT BETRAYAL
Experience the depth of betrayal through our carefully curated bewafa shayari collection. Each piece captures the pain and emotions of broken trust and unfaithfulness.
Bewafai ka mausam bhi
Ab yahan aane laga hai
Wo fir se kisi aur ko
Dekhkar muskurane laga hai.
Ab yahan aane laga hai
Wo fir se kisi aur ko
Dekhkar muskurane laga hai.
-
Bewafaon ki iss duniya mein sanbhalkar chalna
Yehan mohabbat se bhi barbaad kar dete hain log.
Yehan mohabbat se bhi barbaad kar dete hain log.
-
Agle barson ki tarah honge qarine tere
Kise malum nahi barah maheene tere.
Kise malum nahi barah maheene tere.
-
Bahut mehngi hui ab to wafa
Log kaha milte hai.. jo sachcha pyar kare
Mohabbat to ban gai hai ab saza
Aashiq kaha milte hai
jo sang-sang ishq ka dariya paar kare!.
Log kaha milte hai.. jo sachcha pyar kare
Mohabbat to ban gai hai ab saza
Aashiq kaha milte hai
jo sang-sang ishq ka dariya paar kare!.
-
In aankho me aansoo aaye na hote
Woh jo mud kar muskuraye na hote
Unke jane ke baad ye gam hota hai
Kash woh jindgi me aaye na hote!.
Woh jo mud kar muskuraye na hote
Unke jane ke baad ye gam hota hai
Kash woh jindgi me aaye na hote!.
-
Gham nahi mujhe koi ab tere bicharne ka
Ab tu ban gaye jese dard ke sahare dukh
Ap ne diye hain ye ap ki anayat hai
Kis liye na hoon jaan se piyare dukh
Ab tu ban gaye jese dard ke sahare dukh
Ap ne diye hain ye ap ki anayat hai
Kis liye na hoon jaan se piyare dukh
-
Zindagi jeene ke khabil na hoti
Agar rabne mohabbat banayee na hoti
Dunya mein koi marne ki tamanna hina karta
Agar mohabbat mein bewafai na hoti.
Agar rabne mohabbat banayee na hoti
Dunya mein koi marne ki tamanna hina karta
Agar mohabbat mein bewafai na hoti.
-
Keh do zaraa jakar us bewafa se
Koi ummid humse na rakhnaa
Hum samandar ke hain shahzade
Jalparii se mohabbat karenge....!!!!!
Koi ummid humse na rakhnaa
Hum samandar ke hain shahzade
Jalparii se mohabbat karenge....!!!!!
-
Dard deke khushiya manate hai woh
Ankhon mein ansu deke muskurate hai woh
Hume to chod diya kato ke daman mein
Khud gulhistan me rahte hai woh.
Ankhon mein ansu deke muskurate hai woh
Hume to chod diya kato ke daman mein
Khud gulhistan me rahte hai woh.
-
Yahan tak sab kuchh theek thha
Jab tak mera dil mere kareeb thha.
Bahalaane ko le gaye thhe wo
Bahakaa diya
ye mera naseeb thha.
Jab tak mera dil mere kareeb thha.
Bahalaane ko le gaye thhe wo
Bahakaa diya
ye mera naseeb thha.
-
Abhi un k hasnay k din hein wo hasn lain
Abhi mairay ronay k din hein mein ro loon
Magar aik din un ko rona paray ga
K jiss din bhi meri mayyat uthay gi
Abhi mairay ronay k din hein mein ro loon
Magar aik din un ko rona paray ga
K jiss din bhi meri mayyat uthay gi
-
Pagl huway jo hm to “ulfat” usy b thi
Chaha jo hm nay us ko to chahat usay b thi
Usko na bhol pain gay wo janta tha or
Hr baat bhol jane ki adat usay b thi.
Chaha jo hm nay us ko to chahat usay b thi
Usko na bhol pain gay wo janta tha or
Hr baat bhol jane ki adat usay b thi.
-
Usne mujse kaha k mujhe bhool jao
Maine tume dil se nikal diya hai
Bas... sukoon sa mil gaya ye sunkar
Ki kabhi to uss ke dil me the hum
Maine tume dil se nikal diya hai
Bas... sukoon sa mil gaya ye sunkar
Ki kabhi to uss ke dil me the hum
-
Kaisi ajeeb tujhse yeh judai thi
Ki tujhe alvida bhi na keh saka
Teri saadgi mein itna fareb tha
Ki tujhe bewafa bhi na keh saka.
Ki tujhe alvida bhi na keh saka
Teri saadgi mein itna fareb tha
Ki tujhe bewafa bhi na keh saka.
-
Teri yaado me roj rota hu subha hoti hai
Tab me sota hu ab mughe din ki khabar hai
Na raat ki aebewafa teri yaado me
Is tarha khota hu...!
Tab me sota hu ab mughe din ki khabar hai
Na raat ki aebewafa teri yaado me
Is tarha khota hu...!
-
Woh To Apne Dard Ro-Ro Ke Sunate Rahe
Hamari Tanhayion Se Aankh Churate Rahe
Aur Humein Bewafa Ka Naam Mila
Kyunki
Hum Har Dard Muskura Kar Chhipate Rahe!
Hamari Tanhayion Se Aankh Churate Rahe
Aur Humein Bewafa Ka Naam Mila
Kyunki
Hum Har Dard Muskura Kar Chhipate Rahe!
-
Bahut Roya Hai Dil Unhein Yaad Karke
Kuch Na Mila Rabb Se Bhi Fariyad Karke
Woh Keh Gayi Main Na Dungi Saath Aapka
Koi Puche Unhein Kya Mila Hume Barbaad Karke!
Kuch Na Mila Rabb Se Bhi Fariyad Karke
Woh Keh Gayi Main Na Dungi Saath Aapka
Koi Puche Unhein Kya Mila Hume Barbaad Karke!
-