DARD SHAYARI IMAGES | POETRY OF PAIN & HEARTACHE

59 DEEP EMOTIONAL POETRY IMAGES

Explore our extensive collection of dard shayari that eloquently expresses pain, suffering, and emotional turmoil. Each piece resonates with the depths of human emotion.

Tere naam se jo tadap jaye
Tere naam se jo tadap jaye
woh insaan hoon me
Teri yaadon se bohut preshaan hoon me
Aaker dekhle phir uss nigaah se ek baar


Tune chaha tha jise
wohi hoon me…

-


Kya Mohabbt Kisi Ke Bhi Kabil Nhi Hai
Kya mohabbt kisi ke bhi kabil nhi hai
Jo dil chahe q use wo hasil nahi hai
Saans ab jivan ko itni dur leayi hai
Maut keh rhi he woteri manzil nahi hai.

-


Jindgi khwabo ki tarah saza lete
Jindgi khwabo ki tarah saza lete
Koi to hota usko apna bana lete
Kisine kadar hi na ki hamari
Warna dil to kya khud ko bhi jala dete.

-


Waqt Be Waqt Aati Hai
Waqt be waqt aati hai..
Ik jagah thehar si jaati hai..
Bin ansu ankh ro si paati hai..
Kambakhat teri yaad sanam..


“dhanwant” ko bada satati hai

-


Mere marne ke waqt khada mere samne woh tha
Mere marne ke waqt khada mere samne woh tha

Mere mar jane ke karan ka gawah bhi wah tha



Log puchhte usse hi hai meri mout ka karan

Wah batata bhi to kaise joki mere marne ki wajah bhi wah tha……..

-


Tere gamo ne yun kaid kar rakha hai humko
Tere gamo ne yun kaid kar rakha hai humko

Ke hawaon se bhi door kar rakha hai humko



Tadapta main yahaan bhi hoon tere didar ke liye

Na jaane kabse kabr main dafan kar rakha hai humko…….

-


Khuda se thoda sa rehem kharid loon
Khuda se thoda sa rehem kharid loon

Apke zakhmo ka marham kharid loon



Agar bik jaye meri khushiyaa kahi

To apka har gam kharid loon.

-


Dil ka rona
Dil ka rona
Dil ka sisakana hai baki
Abhi teri khushiyon ki khatir
Mera mitna hai baki

-


Samay ne jab bhi andhero se dosti ki hai
Samay ne jab bhi andhero se dosti ki hai
Jala ke apna hi ghar hamne roshni ki hai
Saboot hai mere ghar me vo spasht dhabbe
Jahan kabhi ujjalo ne khudkhushi ki hai……

-


Hum chah kar bhi use paa na ske
Hum chah kar bhi use paa na ske

Ye dard~e~dil sunaa na ske



Socha ki smjh jayenge ankho se baaten

Par unki ankhon se ankhe mila na sake.

-


Ho saka jis tarah bhi
Ho saka jis tarah bhi
Uss tarah toda hai mujhe
Zindagi ne maut
Ke kabil bhi na choda hai mujhe


Kuch is tarah hai
Apno ke ehsaan mujh par
Todakar har baar
Sheeshe ki tarah



Joda hai mujhe….

-


Arz kiya hai…
Arz kiya hai…..
Teri adaaon ne kiya is kadar
Ghayal ke na safar ke rhe na watan ke




Huye laash ke tukde itne
Ke na dafan ke rhe na kafan ke…….

-


Koi to hota jo humare dard ki gahrai tak ja pata
Koi to hota jo humare dard ki gahrai tak ja pata

Koi to hota jo humse mil humare dard ko jaan pata



Pahle to har gam hans kar sah liya karte the

Ab to dard bhi aisa hai ki dva dekar bhi hansa nahi jata…..

-


Kaash wo aa jaate humare ak baar bulane se
Kaash wo aa jaate humare ak baar bulane se

Kaash wo maan jaate humare ak baar manaane se



Ab jab humne odhli hai chaadar mout ki to

Kya fayada hume har baar jagaane se.

-


Ek Ajeeb Dastan Hai Mere Afasane Ki
Ek ajeeb dastan hai mere afasane ki

Maine pal pal koshish ki tere pas aane ki



Kismat thi meri ya sazish zamane ki

Dur huye itna.. jitni ummeed thi kareeb aane ki…

-


Zehar tanhai tere ishq me hum peete hai
Zehar tanhai tere ishq me hum peete hai

Jabse nakaam huye chakh jigar hum seete hai



Ye to kehne ki hai baate ki jee nahi sakte

Koun marta hai mohabbat me sabhi jeete hai.

-


Ye dunia badi ajib hain
Ye dunia badi ajib hain
har raj chupana padta hain

Dil me hazar gam hote hian


par muskurana padta hain.

-


Hum teri raho me ab na aayenge
Hum teri raho me ab na aayenge

Hum tere hathon ko ab na thamenge



Bas itnahi sath tha tera mera..
Hum tere khwabon ko ab na dekhenge

Hum teri raho me ab na aayenge!!

-


Ab hum unhe kyu yad Karen
Ab hum unhe kyu yad karen

Unhe to koi aur yad karta hai



Ab hum unka intejar kyu karen

Unki rah to koi aur dekhta hai



Hum unki or kyu badhe

Unhe apni mazil to koi aur samazta hai!

-


Saath chhod kar gam nahi mujhe
Saath chhod kar gam nahi mujhe

Gam yeh hai tu meri zindagi me aaya kyun



Pyar ki iss chhoti si bhool ke liye

Zindagi bhar mujhe rulaya kyun.

-


Sirf chahne se koi baat nahi hoti
Sirf chahne se koi baat nahi hoti

Suraj ke samne kabhi raat nahi hoti



Hum chahte hain jinhe jaan se bhi jyada

Woh samne hai par baat bhi nahi hoti.

-


Bikhre ashkon ke moti bana na sake
Bikhre ashkon ke moti bana na sake

Teri yaad mein sari raat so na sake



Bheeg na jaye aansu mein tasweer teri

Bas yehi soch kar hum ro na sake

-


Banane bale tune kya khoob banaya
Banane bale tune kya khoob banaya
Kisiko gam de kar kisi ko khoosi dilaya
Kisiko diya dil pyar karne k khatir
Aur kisiko diya dil pyar me dhoka khane k khatir

-


Woh bewafa nikli toh kya hua
Woh bewafa nikli toh kya hua

Kuch dino ka toh saath nibhaya tha



Tadapta hua chhod gayi toh kya gila

Tadapna bhi toh ussi ne sikhaya tha

-


Guzri Zindagi Ke Kuch Pal Yaad Aate Hai
Guzri zindagi ke kuch pal yaad aate hai

Aankhen band kar le to unko hi paate hai



Kya btaye unki bewafai ke kisse ab to

Hum wafa ke naam se bhi ghabrate hai.

-