GILA-SHIKWA SHAYARI IMAGES | POETRY OF COMPLAINTS & GRIEVANCES
17 EMOTIONAL COMPLAINT POETRY IMAGES
Voice your gentle complaints and grievances through our gila-shikwa shayari collection. Each piece artfully expresses feelings of hurt and disappointment.
Dekh toh dil ki jaan se uthta hai
ye dhuan sa kahan se uthta hai!
ye dhuan sa kahan se uthta hai!
-
Dil ki barbaadiyon pe naajaa hun
fateh pa kar shikast khayi hai!
fateh pa kar shikast khayi hai!
-
Sair-e-sahil kar chuke ai mauj-e-sahil sar na mar
tujh se kya behalenge toofanon ke bahlaaye hue!
tujh se kya behalenge toofanon ke bahlaaye hue!
-
Dil khush hua hai masjid-e-veera ko dekh kar
meri tarah khuda ka bhi khaana kharaab hai!
meri tarah khuda ka bhi khaana kharaab hai!
-
Qaid-e-hayaat aur band-e-gham asl mein dono ek hain
maut se pehle aadmi gham se nazaat paaye kyon!
maut se pehle aadmi gham se nazaat paaye kyon!
-
Rahein na rind ye waaiz ke bas ki baat nahin
tamaam shehar hai do-chaar-das ki baat nahin!
tamaam shehar hai do-chaar-das ki baat nahin!
-
Sar salamat liye laut aaye gali se uski
yaar ne hum ko koi dhang ki khidmat nahi di!
yaar ne hum ko koi dhang ki khidmat nahi di!
-
Mere guzre hue tevar abhi bhooli nahi duniya
abhi bikhri hui hain har taraf parchaiyaan meri!
abhi bikhri hui hain har taraf parchaiyaan meri!
-
Baag mein le ke janam hum - ne aseeri jheli
hum se achhe rahe jungle mein jo aazaad rahe!
aseeri: imprisonment
captivity
hum se achhe rahe jungle mein jo aazaad rahe!
aseeri: imprisonment
captivity
-
Koi Gila Koi Shikwa N Rahe Aap Se
Ye Aarju Hai Ek Silsila Bana Rahe Aap Se
Bas Ek Baat Ki Ummid Hai Aap Se
Dil Se Dur N Karna Agar Dur Bhi Rahen Aap Se
Ye Aarju Hai Ek Silsila Bana Rahe Aap Se
Bas Ek Baat Ki Ummid Hai Aap Se
Dil Se Dur N Karna Agar Dur Bhi Rahen Aap Se
-
Kya Gila Karen Un Baton Se
Kya Shikwa Kare Un Raaton Se
Kahen Bhala Kiski Khata Ise Ham
Koi Khel Gaya Fir Se Jajbaton SeA
Kya Shikwa Kare Un Raaton Se
Kahen Bhala Kiski Khata Ise Ham
Koi Khel Gaya Fir Se Jajbaton SeA
-
Mila Vo Bhi Nahin Karte Mila Hum Bhi Nahin Karte
Wafa Wo Bhi Nahin Karte Vafaa Ham Bhi Nahin Karte
Unhen Ruswai Ka Duhkh Hamen Tanhai Ka Dard
Gila Wo Bhi Nahin Karte Shikwa Hum Bhi Nahin Karte
Wafa Wo Bhi Nahin Karte Vafaa Ham Bhi Nahin Karte
Unhen Ruswai Ka Duhkh Hamen Tanhai Ka Dard
Gila Wo Bhi Nahin Karte Shikwa Hum Bhi Nahin Karte
-
Mujhe Shikwa Nahin Kuch Bewafai Ka Teri Hargij
Gila Tab Ho Agar Tune Kisi Se Bhi Nibhai Ho
Gila Tab Ho Agar Tune Kisi Se Bhi Nibhai Ho
-
Mujhe Shikwa Nahin Kuch Bewafai Ka Teri Hargij
Gila Tab Ho Agar Tu Ne Kisi Se Bhi Nibhai Ho
Gila Tab Ho Agar Tu Ne Kisi Se Bhi Nibhai Ho
-
Nahin Jaata Kisi Se Wo Marz
Jo Hai Naseebon Ka
Na Qayal Hun Dawa Ka Main
Na Qayal Hun Tabibon Ka
Na Shikwa Dushmano Ka Hai
Na Hai Shikwa Habibon Ka
Shikayat Hai To Kismat Ki
Gila Hai To Naseebon Ka!
Jo Hai Naseebon Ka
Na Qayal Hun Dawa Ka Main
Na Qayal Hun Tabibon Ka
Na Shikwa Dushmano Ka Hai
Na Hai Shikwa Habibon Ka
Shikayat Hai To Kismat Ki
Gila Hai To Naseebon Ka!
-
Ab Na Koi Shikwa
Na Gila
Na Koi Malal Raha
Sitam Tere Bhi Be-Hisab Rahe
Sabr Mera Bhi Kamaal Raha!
Na Gila
Na Koi Malal Raha
Sitam Tere Bhi Be-Hisab Rahe
Sabr Mera Bhi Kamaal Raha!
-
Mila Wo Bhi Nahi Karte Mila Hum Bhi Nahi Karte
Gila Wo Bhi Nahi Karte Shikwa Hum Bhi Nahi Karte
Yeh Bhi Such Hai Mohabbat Unko Bhi Hai Mohabbat Humko Bhi Hai
Izhar Wo Bhi Nahi Karte Iqrar Hum Bhi Nahi Karte!
Gila Wo Bhi Nahi Karte Shikwa Hum Bhi Nahi Karte
Yeh Bhi Such Hai Mohabbat Unko Bhi Hai Mohabbat Humko Bhi Hai
Izhar Wo Bhi Nahi Karte Iqrar Hum Bhi Nahi Karte!
-