SHARAAB SHAYARI IMAGES | WINE POETRY COLLECTION

28 POETIC WINE VERSES

Experience the metaphorical depth of wine poetry through our sharaab shayari collection. Each piece uses the symbolism of wine to express deeper meanings.

pyar ke naam pe yaha to log
Pyar Ke Naam Pe Yaha To Log Khun Pite Hain

Mujhe Khud Pe Naaz Hai Ki Main Sirf Sharab Pita Hu

-


yaha libas ki kimat hai aadmi ki
Yaha Libas Ki Kimat Hai Aadmi Ki Nahin
Mujhe Gilas Bade De Sharab Kam Kar De

-


maikhane se pucha aaj itna sannata kyon
Maikhane Se Pucha Aaj Itna Sannata Kyon Hai
Bola Sahab Lahu Ka Daur Hai Sharab Kaun Pita Hai

-


milavat hai tere ishk me itra aur
Milavat Hai Tere Ishk Me Itra Aur Sharab Ke
Varna Hum Kabhi Mahak To Kabhi Bahak Kyon Jaate

-


yu to aisa koi khaas yaarana nahin
​Yu To Aisa Koi Khaas Yaarana Nahin Hai Mera​ Sharab Se​

​ Ishk Ki Raahon Me Tanha Mili​ Hamsafar Ban Gai....

-


main tod leta agar tu gulab hoti
Main Tod Leta Agar Tu Gulab Hoti

Main Jawab Banta Agar Tu Sawal Hoti



Sab Jante Hai Main Sharab Nahin Pita

Magar Main Bhi Pi Leta Agar Tu Sharab Hoti

-


chhinkar hathon se jaam wo is andaz
Chhinkar Hathon Se Jaam Wo Is Andaz Se Boli
Kami Kya Hai Inn Hothon Men Jo Tum Sharab Pite Ho

-


Mausam Shabaab Ka
Mausam Shabaab Ka
Nasha Sharaab Ka

Parda Janab Ka


Or Rung Gulaab Ka

In Sabse Haseen Sabse Lajwaab Dekho



SMS Padne Waala
Mendak Taalaab Ka!

-


Dukh Wich Sajan Vi Kinaaraa Kar Gaye
Dukh Wich Sajan Vi Kinaaraa Kar Gaye

Hasde Hoye Zindagi Nu Besahara Kar Gaye



Kade Rokde Hunde Si Jehde Sharab Peen Ton

Aj Ohi Jande Hoye Jaam Wal Ishara Kar Gaye!

-


Nasha Zaroori Hai Zindagi Ke Liye
Nasha Zaroori Hai Zindagi Ke Liye

Par Sirf Sharab Hi Nahi Hai Bekhudi Ke Liye



Kisi Kee Mast Nigahon Mein Doob Jao

Bada Haseen Samandar Hai Khudkhushi Ke Liye!

-


Peenay De Sharab Masjid Mein Baith Kar Galib
Peenay De Sharab Masjid Mein Baith Kar Galib

Ya Woh Jagah Bataa Jahan Khuda Maujood Nahi Hai!

-


Nasha Mohabbat Ka Ho Ya Sharab Ka
Nasha Mohabbat Ka Ho Ya Sharab Ka

Hosh Dono Mein Koh Jate Hai



Fark Sirf Itna Hai Ke Sharab Sula Deti Hai

Aur Mohabbat Rula Deti Hai!

-


Tohfe Mai Mat Gulaab Lekar Aana
Tohfe Mai Mat Gulaab Lekar Aana

Meri Qabr Par Mat Chiraag Lekar Aana



Bahot Pyaasa Hoon Barso'n Se Main

Jab Bhi Aana Sharaab Lekar Aana!

-


Peenay Dai Sharab Masjid Main Baid Kay Ghalib
Peenay Dai Sharab Masjid Main Baid Kay Ghalib

Ya Woh Jaga Bata Jahan Khuda Nehen Hai!

-


Har Kisi Baat Ka Koyi Jawaab Nahi Hota
Har Kisi Baat Ka Koyi Jawaab Nahi Hota

Har Naam Ishq Mein Kharab Nahi Hota



Yun To Jhum Lete Hain Nashe Me Rehne Wale

Magar Har Nashe Ka Naam Sharab Nahi Hota!

-


Yu Toheen Naa Kar Sharaab Ko Kadwa Keh Kar
Yu Toheen Naa Kar Sharaab Ko Kadwa Keh Kar

Zindgi Ke Tajurbe Sharaab Se Bhi Kadwe Hote Hein!

-


Lafzon Ke Fasaane Dhoondhte Hain Hum Log
Lafzon Ke Fasaane Dhoondhte Hain Hum Log

Lamhon Mein Zamaane Dhoondhte Hain Hum Log



Tu Zeher Hi De Sharaab Keh Kar Saqi

Peene Ke Bahaane Dhoondhte Hain Hum Log!

-


Sab Kehte Hain Ki Buri Hai Yeh Sharaab
Sab Kehte Hain Ki Buri Hai Yeh Sharaab

Maine Bhi Maana Ki Yeh Sharaab Nasha Chadati Hai



Fir Puchte Hain Sab Mujhse Ki Kyon Peeta Hun Main

To Kya Bataun Yaaro Yeh Sharab Hi Hai Jo Unka Gham Bhulati Hai!

-


Kaash Humein Bhi Koi Samjhane Wala Hota
Kaash Humein Bhi Koi Samjhane Wala Hota

To Aaj Hum Itne Nasamjh Na Hote



Kaash Koi Ishq Ka Jaam Pilane Wala Hota

To Aaj Hum Bhi Is Sharab Ke Deewane Na Hote!

-


Kal Ke Liye Kar Aaj Na Khisat Sharab Mein
Kal Ke Liye Kar Aaj Na Khisat Sharab Mein

Yeh Suu-e-Zan Hai
Saqi-e-Kausar Ke Baab Mein!



Translation:
Why Parsimony today in the promise of tomorrow's imbibing.
This surely is an insult to the generosity of heaven's thirst-quencher.

-


Pita Hun Jitni Utni Hi Badhti Hai Tishnagi
Pita Hun Jitni Utni Hi Badhti Hai Tishnagi

Saqi Ne Jaise Pyaas Mila Di Sharab Mein!

-


Aaye The Hanste Khelte Mai-Kane Mein 'Firaq'
Aaye The Hanste Khelte Mai-Kane Mein 'Firaq'

Jab Pi Chuke Sharab To Sanjida Ho Gaye!

-


Pehle Sharaab Zeesat Thi Ab Zeesat Hai Sharaab
Pehle Sharaab Zeesat Thi Ab Zeesat Hai Sharaab

Koi Pila Raha Hai Piye Ja Raha Hun Main!

-


Lafzon Ke Fasaane Dhoondhte Hain Hum Log
Lafzon Ke Fasaane Dhoondhte Hain Hum Log

Lamhon Mein Zamane Dhoondhte Hain Hum Log



Tu Zeher Hi De Sharab Keh Kar Saqi

Jeene Ke Bahane Dhoondhte Hain Hum Log!

-


Ishq-e-Bewafai Ne Daal Di Hai Aadat Buri
Ishq-e-Bewafai Ne Daal Di Hai Aadat Buri

Main Bhi Sharif Hua Karta Tha Is Zamane Mein



Pehle Din Shuru Karta Tha Masjid Mein Namaz Se

Ab Dhalti Hai Sham Sharaab Ke Sath Maikhane Mein!

-