Kehna toh bahut kuch chahte the unko

By April 18, 2018
Kehna toh bahut kuch chahte the unko

Magar zubaan ne sath na diya



Kabhi waqt ki khamoshi mein khamosh rahe hum

Toh kabhi unki khamoshi ne kuch kehne na diya.
39291 viewsBewafaEnglish