Naya Dard Ek Dil mein Jaga ker Chala Gya
By April 18, 2018

Naya dard ek dil mein jaga ker chala gya. .
kal phir woh mere sheher mein aa ker chala gya. .
jise dhoondta raha main logon ki bhid mein. .
mujh se wo apne aap ko chupa kar chala gya. .
main uski khamoshi ka sabab puchta raha..
wo kissey idhar udhar ke suna kar chala gya ..
ye sochta hoon ke main kaise bhulaaoon ga ab use. .
us shakhs ko jo mujh ko kuch palo me bhula kar chala gya. .

13790 viewsDard • English