Yeh Baat Samajh Me Aayi Nahi

By April 18, 2018
Yeh Baat Samajh Me Aayi Nahi
Yeh baat samajh me aayi nahi
aur mummy ne samajhai nahi. . mai kaise mithi baat karu? jab mithi chiz koi khai nhi. . ye chand kaise maamu hai? jab mumy ka wo bhai nahi. . kyu lambe baal hai bhaalu ke? kyu usne treamming karai nahi. kya wo bi ganda bachha hai? ya jungle me koi naai nahi. . . nana ki biwi jab nani hai
dada ki biwi jab dadi hai. papa ki biwi kyon papi nahi? .
29511 viewsFunnyEnglish