kiya hai kab koi shikwa haqiqatan maine

kiya hai kab koi shikwa haqiqatan main ne
salam kar diya saqi ko aadatan main ne

nigah milte hi shukrana ban gaya har lafz
shurua baat to ki thi shikayatan main nai

ghazab khuda ka wo kahte hain be-zaban mujh ko
diya jawab na jin ka murawwatan main ne


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close