Nahin Jaata Kisi Se Wo Marz
By January 1, 2017

Nahin Jaata Kisi Se Wo Marz
Jo Hai Naseebon Ka
Na Qayal Hun Dawa Ka Main
Na Qayal Hun Tabibon Ka
Na Shikwa Dushmano Ka Hai
Na Hai Shikwa Habibon Ka
Shikayat Hai To Kismat Ki
Gila Hai To Naseebon Ka!
Jo Hai Naseebon Ka
Na Qayal Hun Dawa Ka Main
Na Qayal Hun Tabibon Ka
Na Shikwa Dushmano Ka Hai
Na Hai Shikwa Habibon Ka
Shikayat Hai To Kismat Ki
Gila Hai To Naseebon Ka!
5341 viewsGila-Shikwa • english