Ek shakhs jo bana meri zindagi ka sawal tha Main kis se poochta her shakhs us
By April 18, 2018

Ek shakhs jo bana meri zindagi ka sawal tha
main kis se poochta her shakhs us k husn mein nidhaal tha
main kis ko sunata uski bewafai k qissay
her kisi par usne painkha jo muhbbat ka jhaal tha
main kis k darwaze pe deta dastak
her shakhs hi ghar se farar-e-haal tha
main bhi shaamil tha aawargi mein sub k saath
shayad wo saal awargi ka saal tha
10114 viewsHusn • English