Aarzu Ye Hai Ki Unki Har Nazar Dekha Karen

By January 1, 2017
Aarzu Ye Hai Ki Unki Har Nazar Dekha Karen
Aarzu Ye Hai Ki Unki Har Nazar Dekha Karen

Woh Hi Apne Samne Ho
Hum Jidhar Dekha Karen



Ek Taraf Ho Sari Duniya
Ek Taraf Teri Surat Ho



Hum Tujhe Duniya Se Hokar Bekhabar Dekha Karen!
2954 viewsLoveenglish