Sard mausam ka maazaaj kitna alag sa hai

By January 1, 2017
Sard mausam ka maazaaj kitna alag sa hai

Sard mausam ka maazaaj kitna alag sa hai

Tanha raat main intazaar kitna alag sa hai



Dhund bani naqab
aur chupa lia sitaron ko

Unki tanhaai ka ab ehsas kitna alag sa hai

2362 viewsLoveEnglish