Bhool kar mujhe woh kehte hai
By April 18, 2018

Bhool kar mujhe woh kehte hai
Ke tum bhi mujhe bhool jana
Kabhi aaye meri yaad toh ansu mat bhaana
Main toh ek khawaab thi
Mujhe toota hua khawaab hi samajh jana.
Ke tum bhi mujhe bhool jana
Kabhi aaye meri yaad toh ansu mat bhaana
Main toh ek khawaab thi
Mujhe toota hua khawaab hi samajh jana.
21033 viewsMiscellaneous • English