Bikhar rahi hai meri zaat usay kehna Kabhi milay to yehi baat Usay kehna Wo sath tha

By April 18, 2018
Bikhar rahi hai meri zaat usay kehna kabhi milay to yehi baat usay kehna wo sath tha to zamana tha hamsafar mera magar ab koi nahi meray sath usay kehna usay kehna k bin us kay din nahi kat-ta sisik sisik k kati hai raat usay kehna usay pukaron k khud hi pohanch jaon us k pass nahi rahay wo halaat usay kehna agar wo phir bhi na lotay to a meray meherban hamari zeest k halaat usay kehna har jeet us k naam kar raha hon me me manta hoon apni haar usay kehna.
5988 viewsMiscellaneousEnglish