Kabhi Unki Yaad Aati Hai Kabhi Unke Khawab Aate Hain

By January 1, 2017
Kabhi Unki Yaad Aati Hai Kabhi Unke Khawab Aate Hain
Kabhi Unki Yaad Aati Hai Kabhi Unke Khawab Aate Hain

Mujhe Satane Ke Saleeke To Unhe Behisab Aate Hain



Qayamat Dekhni Ho Agar Chale Jana Kisi Mehfil Mein

Suna Hai Ki Mehfil Mein Woh Be-Naqab Aate hain!
1774 viewsSadenglish