Usaki doli uthi mera janaja utha phool uss pe bhi the phool mujh pe bhi the saheliya unki

By April 18, 2018
Usaki doli uthi mera janaja utha phool uss pe bhi the phool mujh pe bhi the saheliya unki bhi thi dost mere bhi the unka hasna waha inka rona yaha moulvi wha bhi tha pandit yaha bhi tha mahfeel waha tha to maiyat yaha bhi tha wo saj ke gayi mujhe sajaya gaya wo uth ke gayi mujhe uthaya gaya fark to itna tha unhe apnaya gaya aur mujhe dafanaya gaya
37904 viewsBewafaEnglish