dekh li teri KHudai bas mera dil bhar gaya
By nyaya-sharmaMarch 11, 2022
dekh li teri khudai bas mera dil bhar gaya
teri rahmat chup rahi main rote rote mar gaya
mere malik kya kahun teri duaon ka fareb
mujh pe yun chhaya ki mujh ko ghar se be-ghar kar gaya
wo bahaaren nach uthin thin jhum uthin thin badliyan
apni qismat yaad aate hi mera ji dar gaya

18063 viewsghazal • English