hangama hai kyun barpa thodi si jo pi li hai daka to nahin mara chori to nahin ki hai barely have i sipped a bit, why should this uproar be it's not that i've commited theft or daylight robbery na-tajraba-kari se waiz ki ye hain baaten is rang ko kya jaane puchho to kabhi pi hai the preachers prattle can be to inexerience ascribed how does he know the joys thereof, has he ever imbibed us mai se nahin matlab dil jis se hai begana maqsud hai us mai se dil hi mein jo khinchti hai that wine is of little use which causes loss of sense i seek the wine that imbues the heart with love intense ai shauq wahi mai pi ai hosh zara so ja mehman-e-nazar is dam ek barq-e-tajalli hai her heart wishes to torture, mine wants to tolerate a strange heart she possesses, an odd one i do rate wan dil mein ki sadme do yan ji mein ki sab sah lo un ka bhi ajab dil hai mera bhi ajab ji hai each speck does glitter with heavens brilliant glare each breath proclaims if i, exist god too is there har zarra chamakta hai anwar-e-ilahi se har sans ye kahti hai hum hain to khuda bhi hai stains besmirch the sun, it's nature's miracle idols call me a heretic, it too must be god's will suraj mein lage dhabba fitrat ke karishme hain but hum ko kahen kafir allah ki marzi hai talim ka shor aisa tahzib ka ghul itna barkat jo nahin hoti niyyat ki kharabi hai sach kahte hain shaikh 'akbar' hai taat-e-haq lazim han tark-e-mai-o-shahid ye un ki buzurgi hai