har ek Dubta manzar dikhai deta hai

har ek dubta manzar dikhai deta hai
hamare ghar se samundar dikhai deta hai

main jis ke sae se bach kar nikalna chahta hun
wo mujh ko rah mein aksar dikhai deta hai

use kabhi bhi na is baat ki khabar ho pae
wo apne aap se behtar dikhai deta hai

hamare bich ye nazdikiyan hi kafi hain
tumhaare ghar se mera ghar dikhai deta hai


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close