husn par baDh ke jaan dene laga

By salim-saleemFebruary 28, 2024
husn par badh ke jaan dene laga
'ishq phir imtihan dene laga
main ne kati thi fasl-e-khwab ek raat
aur din ko lagan dene laga


saf-ba-saf ho gae mere aansu
koi mujh mein azan dene laga
54689 viewsghazalEnglish