ishq ki intiha yahi hai kya
By adil-mustaqueemJanuary 1, 2024
'ishq ki intiha yahi hai kya
mere dukh ki dawa yahi hai kya
ye jo karta hun baaten gardun se
'ishq ka silsila yahi hai kya
main teri aarzu mein mar jaun
tere dil ki raza yahi hai kya
mere dukh ki dawa yahi hai kya
ye jo karta hun baaten gardun se
'ishq ka silsila yahi hai kya
main teri aarzu mein mar jaun
tere dil ki raza yahi hai kya
75846 viewsghazal • English