jab kabhi zaKHm shanasai ke bhar jate hain
By shariq-kaifiFebruary 29, 2024
jab kabhi zakhm shanasai ke bhar jate hain
us ki galiyon se guzarte hue ghar jate hain
jo zaruri tha wahi bhulna hum bhul gae
rasta band agar ho to kidhar jate hain
aur to khauf nahin hum ko kisi ka lekin
koi apna sa nazar aae to dar jate hain
kisi tufan ki afwah udata hai koi
aur hum dar ke kinare pe utar jate hain
jaan de kar bhi tera wa'da nibhane wale
tere haq mein koi achchha nahin kar jate hain
sab ke kahne pe bahut hausla karte hain to hum
had se had us ke barabar se guzar jate hain
thik se zakhm ka andaza kiya hai kis ne
bas suna tha ki bichhadte hain to mar jate hain
hum bichhad kar bhi jiyenge ye tasawwur hi na tha
kya khabar thi ki ye lamhe bhi guzar jate hain
rah chalte jo kuchh ek pal ko nazar aae the
qurbaten hon to wahi rang thahar jate hain
jaane kyon sochta rahta hun musalsal jis ko
zehn se us ke khad-o-khal utar jate hain
ab to har zakhm naya ek nai rahat hai
ek bar aa ke kahin aise hunar jate hain

94423 viewsghazal • English