KHat jo tere nam likha, takiye mein chhupa ke rakhta hun
By ajmal-siddiquiMay 30, 2024
khat jo tere nam likha
takiye mein chhupa ke rakhta hun
jaane kis ummid pe ye ta'wiz daba ke rakhta hun
taki ek ek lafz mere lahje mein tujh se baat kare
khat ke har har lafz ko khat par khub padha ke rakhta hun
aas pe teri bikhra deta hun kamre ki sab chizen
aas bikharne par sab chizen khud hi utha ke rakhta hun
ek zara sa dard mila aur kaghaz kale kar dale
ek zara se hijr pe ek hangama macha ke rakhta hun
ambar
mushkin
ruh-e-bahaaran jaan-afaza aur mauj-e-bahisht
ek teri nisbat se kya kya nam saba ke rakhta hun

16856 viewsghazal • English