KHuda-shanas bahut hum bhi the magar ab ke
By mahmood-ayazNovember 4, 2020
khuda-shanas bahut hum bhi the magar ab ke
wo mar dil pe padi hai khuda ko bhul gae
bas ek chashm-e-zadan mein guzar gai duniya
bade jatan the isi umr-e-yak-nafas ke liye
wo shakl samne rahti hai kuchh nahin kahti
taras gaya hun bahut lazzat-e-sukhan ke liye
firaq-e-dida-o-jaan dil samajh nahin pata
farar-e-dida-o-dil tu hi ab tasalli de

62053 viewsghazal • English