kisi KHas tak na pahunche kisi aam tak na pahunche

By ahmed-arsalanJanuary 1, 2024
kisi khas tak na pahunche kisi 'am tak na pahunche
jo hain ranjishen hamari wo awam tak na pahunche
teri duriyan salamat tujhe chahta rahun main
mujhe maut aae tujh ko ye payam tak na pahunche


tere hath mein qalam hai to wo likh jo haq hai 'ahmad'
wo na baat likh tu 'ahmad' jo nizam tak na pahunche
51528 viewsghazalEnglish