kiya hai kab koi shikwa haqiqatan main ne salam kar diya saqi ko aadatan main ne nigah milte hi shukrana ban gaya har lafz shurua baat to ki thi shikayatan main nai ghazab khuda ka wo kahte hain be-zaban mujh ko diya jawab na jin ka murawwatan main ne