main us ki aankhon se chhalki sharab pita hun gharib ho ke bhi mahngi sharab pita hun mujhe nashe mein bahakte kabhi nahin dekha wo jaanta hai main kitni sharab pita hun use bhi dekhun to pahchanne mein der lage kabhi kabhi to main itni sharab pita hun purane chahne walon ki yaad aane lage isi liye main purani sharab pita hun