masdar-e-ishq ki gardan mukammal kar ke
By nomaan-shauqueNovember 11, 2020
masdar-e-ishq ki gardan mukammal kar ke
ja rahe hain teri pahchan mukammal kar ke
kam se kam ek khuda aur mujhe chahiye tha
main adhura raha iman mukammal kar ke
umr-bhar jagne walon ko bhi hath aaya kya
so gae khwab ka nuqsan mukammal kar ke
ja rahe hain teri pahchan mukammal kar ke
kam se kam ek khuda aur mujhe chahiye tha
main adhura raha iman mukammal kar ke
umr-bhar jagne walon ko bhi hath aaya kya
so gae khwab ka nuqsan mukammal kar ke
62676 viewsghazal • English