nadan usko ji se bhulana haram hai
By adil-mustaqueemJanuary 1, 2024
nadan us ko ji se bhulana haram hai
yaadon se us ki baz bhi aana haram hai
haq baat hai ki arz-e-tamanna wahi to hai
is dil mein koi aur basana haram hai
'adil' jo bahr-e-'ishq mein duba to kah gaya
bahar jahan-e-'ishq se aana haram hai
yaadon se us ki baz bhi aana haram hai
haq baat hai ki arz-e-tamanna wahi to hai
is dil mein koi aur basana haram hai
'adil' jo bahr-e-'ishq mein duba to kah gaya
bahar jahan-e-'ishq se aana haram hai
77154 viewsghazal • English