ohde se madh-e-naz ke bahar na aa saka

ohde se madh-e-naz ke bahar na aa saka
gar ek ada ho to use apni qaza kahun

halqe hain chashm-ha-e-kushada ba-su-e-dil
har tar-e-zulf ko nigah-e-surma-sa kahun

main aur sad-hazar nawa-e-jigar-kharash
tu aur ek wo na-shunidan ki kya kahun

zalim mere guman se mujhe munfail na chah
hai hai khuda-na-karda tujhe bewafa kahun


Don't have an account? Sign up

Forgot your password?

Error message here!

Error message here!

Hide Error message here!

Error message here!

OR
OR

Lost your password? Please enter your email address. You will receive a link to create a new password.

Error message here!

Back to log-in

Close