uske jaisa banna hai
By salim-saleemFebruary 28, 2024
us ke jaisa banna hai
apne jaisa lagta hun
aaj mukammal hai duniya
aaj main bilkul tanha hun
jaane kis ka jism hun main
jaane kis ka saya hun
apne jaisa lagta hun
aaj mukammal hai duniya
aaj main bilkul tanha hun
jaane kis ka jism hun main
jaane kis ka saya hun
61302 viewsghazal • English