usko lagta hai bewafa hun main

By tarif-niyaziOctober 26, 2023
us ko lagta hai bewafa hun main
wo nahin jaanta ki kya hun main
jo samajh mein kisi ki aae na
ek aisa hi rasta hun main


tum wahi ho ki jis ke sine mein
ek patthar hai jaanta hun main
79500 viewsghazalEnglish