zara dhup us sil ko chhu le miyan
By aarij-meerApril 21, 2024
zara dhup us sil ko chhu le miyan
yahi barf ho jae aab-e-rawan
hari ghas jangal nahin chhodti
hawa shahr ki lakh ho mehrban
dhuni rui surat ude e'tibar
rida-e-talluq hui dhajjiyan
samundar mere yar pathra gaya
ki hain ret mein dafn binaiyan
yahi barf ho jae aab-e-rawan
hari ghas jangal nahin chhodti
hawa shahr ki lakh ho mehrban
dhuni rui surat ude e'tibar
rida-e-talluq hui dhajjiyan
samundar mere yar pathra gaya
ki hain ret mein dafn binaiyan
59511 viewsghazal • English