aadmi bulbula hai

By January 1, 2017
aadmi bulbula hai
aadmi bulbula hai pani ka
aur pani ki bahti satha par
tutta bhi hai dubta bhi hai
phir ubharta hai


phir se bahta hai
na samundar nigal saka is ko
na tawarikh tod pai hai
waqt ki hatheli par bahta


aadmi bulbula hai pani ka
72581 viewsnazmEnglish