adam-e-arzu

By krishna-mohanSeptember 23, 2023
adam-e-arzu
narm sapnon ne bichha rakkha tha ek dam-e-fareb
main samajhta tha tamannaon ka hasil hai faqat nam-o-numud
apni takhrib ka takhrib ki tashhir ka ba’is khud hun


khwab-e-ta’mir ki ta'bir to dekh
dil mein ab koi tamanna hi nahin
96535 viewsnazmEnglish