baisakhi
By asghar-mehdi-hoshOctober 27, 2020
apni hi wusaton se tang aa kar
bhagta hai kinara leta hai
ye samundar bhi kitna zalim hai
phir bhi is khak ke safar ke liye
baadalon ka sahaara leta hai
koi kaamil nahin
azim nahin
bhagta hai kinara leta hai
ye samundar bhi kitna zalim hai
phir bhi is khak ke safar ke liye
baadalon ka sahaara leta hai
koi kaamil nahin
azim nahin
48038 viewsnazm • English