der laga di
By shariq-kaifiFebruary 29, 2024
maut amar kar sakti thi us rishte ko
lekin hum ne der laga di
waqt ki taqat ko hum ne kam kar ke aanka
yaadon se khali ho jaana
ashkon ka pani ho jaana
maut nahin kya
lekin hum ne der laga di
waqt ki taqat ko hum ne kam kar ke aanka
yaadon se khali ho jaana
ashkon ka pani ho jaana
maut nahin kya
50982 viewsnazm • English