tarz-e-nau kei shairi mein madd-o-jazr-e-bahr-o-sher uf ghazab ek misra fil-e-be-zanjir kei zinda misal dusra ushtur kei dum tarz-e-nau kei shairi kei koi kal sidhi nahin shahar bhar mein unt bechaara ajab badnam hai aah unt shairi kya hai samajh lije ki hai bilkul rabar khinche se khinchti hai aur chhode se jati hai sikud