jism ke raston se guzar kar
By iftikhar-arifJune 21, 2021
mutmain nafas ki aarzu mein
jo bhi nikla wo wapas na aaya
ruh ki wahshaton mein ulajh kar
mutmain nafas ki aarzu mein
jo bhi nikla wo wapas na aaya
log phir dekhte kyon nahin hain
log phir sochte kyon nahin hain
log phir bolte kyon nahin hain
jo bhi nikla wo wapas na aaya
ruh ki wahshaton mein ulajh kar
mutmain nafas ki aarzu mein
jo bhi nikla wo wapas na aaya
log phir dekhte kyon nahin hain
log phir sochte kyon nahin hain
log phir bolte kyon nahin hain
99922 viewsnazm • English